This section of Urdughr.com provides you the best and amazing collection of Beautiful quotes in Urdu. It’s true that life can be tough and difficult. It can be extremely difficult to maintain a positive attitude and remains optomistic when the going gets tough. But few wise words can do wonders to you overall well being. These Beautiful quotes in Urdu can change the way you preceive this world we live in, and give ypu the right source of inspiration to face the challenges that clme to your way and help you to enjoy the life fullest.
Beautiful Quotes in Urdu List
Quotes & Review in Urdu:-
Ghalt fehmiyan door na ki jaien to
Wo nafratoon main tabdeel hojati hain .
غلط فہمیاں دور نہ کی جائیں تو
وہ نفرتوں میں تبدیل ہوجاتی ہیں
Quotes & Review in Urdu:-
Duniya wale chehrey or maal ko dekhtey hain
Arsh wala dil or amal ko dekhta hai .
دنیا والے چہرے اور مال کو دیکھتے ہیں
عرش والا دل اور عمل کو دیکھتا ہے
Quotes & Review in Urdu:-
Jitna sukoon Allah pak ki muhabat main hai
Utna kainat ki ksi muhabat main nahi.
جتنا سکون الله پاک کی محبت میں ہے
اتنا کائنات کی کسی محبت میں نہیں
Beautiful Quotes in Urdu
Namaz ko muhabat samajh kar ada karo ge to
Mera rab agli namaz ke liye khud bhula le ga .
Beautiful Quotes in Urdu .
نماز کو محبت سمجھ کر ادا کرو گے تو
میرا رب اگلی نماز کے لیے خود بلا لے گا
Quotes & Review in Urdu:-
Jab malik ki likhi hui taqdeer ghalib aati hai
To sab mansoobey or planning dhari ki dhari reh jati hai .
جب مالک کی لکھی ہوئی تقدیر غالب آتی ہے
تو سب منصوبے اور پلاننگ دھری کی دھری رہ جاتی ہے
Quotes & Review in Urdu:-
Kaanch peh para charha den to aaiena ban jata hai
Or ksi ko aaiena dikha den to para char jata hai .
کانچ پہ پارا چڑھا دیں تو آئینہ بن جاتا ہے
اور کسی کو آئینہ دکھا دیں تو پارا چڑھ جاتا ہے
Quotes & Review in Urdu:-
Jhuk jana hi muhabat hai
Or is baat ka sab se bara sabot sajda hai .
جھک جانا ہی محبت ہے
اور اس بات کا سب سے بڑا ثبوت سجدہ ہے
Quotes & Review in Urdu:-
Aise logo ko apni tarjeehat main kbhi shamil na karain,
Jo aapko tab mesar hoon jab inhen koi or mesar na ho.Beautiful Quotes in Urdu
ایسے لوگوں کو اپنی ترجیحات میں کبھی شامل نہ کریں،
جو آپکو تب میسر ہوں جب انہیں کوئی اور میسر نہ ہو
Quotes & Review in Urdu:-
Ek ghalat password se mamooli mobile nahi khulta
To ghalat tarze zindagi guzarne se janat ke darwaze kese khulain ge .
ایک غلط پاسورڈ سے معمولی موبائل نہیں کھلتا
تو طرز زندگی گزارنے سے جنت کے دروازے کیسے کھلیں گے
Quotes & Review in Urdu:-
Dil faqeeri peh utar aaiye to
Uljh parhta hai badshahon se .
دل فقیری پہ اتر آئے تو
الجھ پڑتا ہے بادشاہوں سے
Read More Quotes:-
Quotes & Review in Urdu:-
Anwan zindagi par bas itna hi likh paya hoon,
Bohat kamzoor rishtey the bohat mazboot logo se.
عنوان زندگی پر بس اتنا ہی لکھ پایا ہوں،
بہت کمزور رشتے تھے بہت مضبوط لوگوں سے
Khubsurat Aqwal in Urdu
Zindagi main agar kuch khoona parey to yeh 2 line yaad rakhna jo khooya hai is ka gham nahi
Jo khooya hai is ka gham nahi
Lekin jo paya hai wo ksi se kam nahi
Jo nahi hai wo ek khuwab hai or jo hai wo lajawab hai .Khubsurat Aqwal in Urdu
زندگی میں اگر کچھ کھونا پڑے تو یہ دو لائن یاد رکھنا جو کھویا ہے اسکا غم نہیں
جو کھویا ہے اسکا غم نہیں
لیکن جو پایا ہے وہ کسی سے کم نہیں
جو نہیں ہے وہ ایک خواب ہے اور جو ہے وہ لاجواب ہے
Quotes & Review in Urdu:-
Muhabat wafadar ki dastan hoti hai
Or bewafa ki zindagi ka ek mamooli waqia.
محبت وفا دار کی داستان ہوتی ہے
اور بے وفا کی زندگی کا ایک معمولی واقعہ
Quotes & Review in Urdu:-
Lafz insaan ke Ghulam hotey hain magar sirf bolney se pehly tak
Bolney ke baad insaan apney alfaz ka Ghulam ban jata hai.
لفظ انسان کے غلام ہوتے ہیں مگر صرف بولنے سے پہلے تک
بولنے کے بعد انسان اپنے الفاظ کا غلام بن جاتا ہے
Quotes & Review in Urdu:-
Zameen ke upper aajzi ke sath rehna seekh lo
Zameen ke neeche sukoon se reh pao ge.
زمین کے اوپر عاجزی کے ساتھ رہنا سیکھ لو
زمین کے نیچے سکون سے رہ پاؤ گے
Quotes & Review in Urdu:-
Insaan ki pehchan ilm se nahi adab se hoti hai
Isliye keh ilm iblees ke pas bhi tha magar adab se mehroom tha .Khubsurat Aqwal in Urdu
انسان کی پہچان علم سے نہیں ادب سے ہوتی ہے
اسلئے کہ علم ابلیس کے پاس بھی تھا مگر ادب سے محروم تھا
Quotes & Review in Urdu:-
Apney qurabat daroon ki kamzooriyan uchalney waley doosron ki izatoon par batain bnane waley
Khud ko khandani or doosron ko kamtar samjhne wale kbhi bhi izat daar nahi hotey.
اپنے قرابت داروں کی کمزوریاں اچھالنے والے دوسروں کی عزتوں پر باتیں بنانے والے
خود کو خاندانی اور دوسروں کو کمتر سمجھنے والے کبھی بھی عزت دار نہیں ہوتے
Quotes & Review in Urdu:-
Mayoos wo hota hai jo Allah par yaqeen nahi rakhta
Or mehroom wo hota hai jo Allah ki nematoon ka shukar ada nahi karta.
مایوس وہ ہوتا ہے جو الله پر یقین نہیں رکھتا
اور محروم وہ ہوتا ہے جو الله کی نعمتوں کا شکر ادا نہیں کرتا
Quotes & Review in Urdu:-
Doosti dil se shru hoti hai or dil pe khatam,
Hath milaney se dost nahi bna kartey.
دوستی دل سے شروع ہوتی ہے اور دل پہ ختم،
ہاتھ ملانے سے دوست نہیں بنا کرتے
Beautiful Quotes in Urdu
Ksi insaan ki khobi dekhoo to isy bayan karo
Lekin agar khami mil jaye to wha tumhari khobi ka imtehan hai .
کسی انسان کی خوبی دیکھو تو اسے بیان کرو
لیکن اگر خامی مل جائے تو وہاں تمہاری خوبی کا امتحان ہے
Quotes & Review in Urdu:-
Ikhlaq ka acha hona
Khuda se muhabat ki daleel hai.
اخلاق کا اچھا ہونا
خدا سے محبت کی دلیل ہے
Quotes & Review in Urdu:-
Dil ke darwaze kbhi ksi par mukamal bnd nahi karne chahiyen galtiyan insano se hoti hain
Ghaltiyan insano se hoti hain
Baaz log wapis lootna chahtey bhi hain lekin unhen darwaze bnd miltey hain.
دل کے دروازے کبھی کسی پر مکمل بند نہیں کرنے چاہئیں
غلطیاں انسانوں سے ہی ہوتی ہیں-
بعض لوگ واپس لوٹنا چاہتے بھی ہیں لیکن انھیں دروازے بند ملتے ہیں-
Quotes & Review in Urdu:-
Kuch alfaz mehaz alfaz nahi hotey wo kefiyat hoti hai
Samajh jab hi aate hain jab khud aap par se guzarti hai .
کچھ الفاظ محض الفاظ نہیں ہوتے وہ کیفیت ہوتی ہے
سمجھ جب ہی آتے ہیں جب خود آپ پر سے گزرتی ہے
Quotes & Review in Urdu:-
Rab ko hamari nahi
Hamain rab ki zaroorat hai .Beautiful Quotes in Urdu
رب کو ہماری نہیں
ہمیں رب کی ضرورت ہے
Quotes & Review in Urdu:-
Muhabatein paane wale khush qismat hotey balkeh
Inhen sanbhaal kar rakhne wale zada khush qismat hote hain.
محبتیں پانے والے خوش قسمت نہیں ہوتے بلکہ
انہیں سنبھال کر رکھنے والے زیادہ خس قسمت ہوتے ہیں
Quotes & Review in Urdu:-
Zindagi ustaad se zada sakht hoti hai
Ustaad sabaq de kar imtehan leta hai or zindagi imtehan le kar sabaq deti hai .
زندگی استاد سے زیادہ سخت ہوتی ہے
استاد سبق دے کر امتحان لیتا ہے اور زندگی امتحان لے کر سبق دیتی ہے
Quotes & Review in Urdu:-
Dharakt jitna uncha hoga is ka saya utna hi chota hoga
Islye uncha bnne ke bajaye bara bnne ki koshish karo .
درخت جتنا اونچا ہوگا اس کا سایہ اتنا ہی چھوٹا ہوگا
اس لیے اونچا بننے کہ بجائے بڑا بننے کی کوشش کرو-
Quotes & Review in Urdu:-
Zindagi har roz hamain ek naya sabaq deti hai islye nahi ke
Ham isy parhain balkeh is liye ta ke ham isy samjhain .Khubsurat Aqwal in Urdu
زندگی ہر روز ہمیں ایک نیا سبق دیتی ہے اسلئے نہیں کہ
ہم اسے پڑھیں بلکہ اس لئے تا کہ ہم اسے سمجھیں
Quotes & Review in Urdu:-
Jo mard ro lete hain un ko apni takhlef samajh ajati hai
Or phr wo doosron ko takhleef nahi dete .
جو مرد رو لیتے ہیں ان کو اپنی تکلیف سمجھ آجاتی ہے
اور پھر وہ دوسروں کو تکلیف “نہیں “دیتے
Quotes & Review in Urdu:-
Zindagi mili thi rab ki ibadat karne kelye par waqt guzar raha hai kagaz ke tukre kamane ke lye
Na kafan main jeb hai na qabar main almari or kamal ki baat to ye hai ke moot ka farishta rishwat bhi nahi leta.
زندگی ملی تھی رب کی عبادت کرنے کے لئے پر وقت گزر رہا ہے کاغذ کے ٹکڑے کمانے کے لئے
نہ کفن میں جب ہے نہ قبر میں الماری اور کمال کی بات تو یہ ہے کہ موت کا فرشتہ رشوت بھی نہیں لیتا
Quotes & Review in Urdu:-
Zindagi main do naseehat par amal karna hamesha ke lye kamiyab hojao ge
1: Namaz mat chorna zindagi ki sari barkaten is main hain
2: Apni nazar ki hifazat karna gunah ki bunyad yahain se hoti hai.
زندگی میں دو نصیحت پر عمل کرنا ہمیشہ کے لئے کامیاب ہوجاؤ گے
١: نماز مت چھوڑنا زندگی کی ساری برکتیں اس میں ہیں
٢: اپنی نظر کی حفاظت کرنا گناہ کی بنیاد یہیں سے ہوتی ہے
Quotes & Review in Urdu:-
Bharosa lafaz chota sa hai lekin
Sabit karne main poori zindagi lag jati hai.
بھروسہ لفظ چھوٹا سا ہے لیکن
ثابت کرنے میں پوری زندگی لگ جاتی ہے
Quotes & Review in Urdu:-
Is taluq se la taluqi achi,
Jis taluq main ehsaas na ho.
اس تعلق سے لا تعلقی اچھی،
جس تعلق میں احساس نہ ہو
Quotes & Review in Urdu:-
Nafraten paalney waley log bohat kamzor hotey hain,
Jin main muhabatain nibhaney ki sakat nahi hoti .
نفرتیں پالنے والے لوگ بہت کمزور ہوتے ہیں،
جن میں محبتیں نبھانے کی سکت نہیں ہوتی
Quotes & Review in Urdu:-
Waqt ke ek tamache ki der hai sahib
Meri faqeeri bhi kya, teri badshahi bhi kya.
وقت کے ایک تماچے کی دیر ہے صاحب
میری فقیری بھی کیا، تیری بادشاہی بھی کیا
Beautiful Quotes in Urdu
Kbhi aisa bhi hota hai keh sukoon keliye dawa ki nahi
Ksi ke lafzoon ki zaroorat hoti hai.Beautiful Quotes in Urdu
کبھی ایسا بھی ہوتا ہے کہ سکون کیلئے دوا کی نہیں
کسی کے لفظوں کی ضرورت ہوتی ہے
Quotes & Review in Urdu:-
Ksi doosrey ke khatir apni khushi qurban kardena
Ye bhi insaniyat ki meraj hai.
کسی دوسرے کے خاطر اپنی خوشی قربان کردینا
یہ بھی انسانیت کی معراج ہے
Quotes & Review in Urdu:-
Khooni rishtey toor kar Insan jawani to guzar sakta hai
Magar burhapa nahi.
خونی رشتے توڑ کر انسان جوانی تو گزار سکتا ہے
مگر بڑھاپا نہیں
Quotes & Review in Urdu:-
Apni ghalti ka eitraf karlena ek behtareen khusoosiyat hai
Is se nafs main aajzi parwan charti hai or takabur kamzor hota hai .
اپنی غلطی کا اعتراف کرلینا ایک بہترین خصوصیات ہے
اس سے نفس میں عاجزی پروان چرھتی ہے اور تکبر کمزور ہوتا ہے
Quotes & Review in Urdu:-
Ksi ka dil na dukhao Iske aansu
Tumhare liye saza ban saktey hain.
کسی کا دل نہ دکھاؤ اسکے آنسو
تمہارے لئے سزا بن سکتے ہیں
Quotes & Review in Urdu:-
Aap ka kirdar hi aapki pehchan hai
Warna ek naam ke lakhoon insan hain.
آپ کا کردار ہی آپکی پہچان ہے
ورنہ ایک نام کہ لاکھوں انسان ہیں
Quotes & Review in Urdu:-
Agar rasta khubsurat hai to maloom karo ke kis manzil ko jata hai
Lekin agar manzil khubsurat hai to rastey ki parwa na karo.
اگر راستہ خوبصورت ہے تو معلوم کرو کہ کس منزل کو جاتا ہے
لیکن اگر منزل خوبصورت ہے تو راستہ کی پرواہ نہ کرو
Quotes & Review in Urdu:-
Logo ko usi tarah maaf karo jese tm
Khuda se umeed rakhtey ho ke wo tumhain maaf kare ga .
لوگوں کو اسی طرح معاف کرو جیسے تم
خدا سے امید رکھتے ہو کہ وہ تمہیں معاف کرے گا
Quotes & Review in Urdu:-
Pareeshani main mazaq or khushi main tana mat do
Kyuenkeh is se rishtoon main mojood mohabat khatam hojati hai.
پریشانی میں مذاق اور خوشی میں طعنہ مت دو
کیونکہ اس سے رشتوں میں موجود محبت ختم ہوجاتی ہے
Final Words:-
We are putting our effort on daily basis to make our content best from better. So, keep checking our collection day after day because we our making the collection of beautiful quotes in urdu more vast and more inspirational that will directly touches your heart and make you motivate to enjoy the life more happily. Support us by sharing and comment below must to give us your feedback .